Stock Market क्या है कैसे शुरू करे सम्पूर्ण जानकारी हिंदी में 

Stock Market: आज के डिजिटल जमाना में हर कोई पैस कमाने की सोच रहा है पर लोगो के कमाने नहीं आता है और आज कल बोहत सारा काम है जिससे आप घर बैठे पैसा कमा सकते है लेकिन उसमे से हम आपको एक ऐसा आईडिया बताने वाले है जिसका नाम आप हर जगह सुने होंगे जिसक नाम स्टॉक मार्किट है तोह आज हम इसे हे बताने वाले है की स्टॉक मार्किट हॉट क्या है और इसको करना कैसे है तोह चलिए बिना समय गवाए शरू करते है

1. Stock Market क्या है?

Stock Market ek aisi jagah hai jaha registered companies apne shares ko public ko bechti hain. Jab aap koi share kharidte ho, to aap us company ke co-owner ban jaate ho. Jaise-jaise company grow karti hai, waise-waise aapka investment bhi grow hota hai.

Yaha aap long term investment karke wealth create kar sakte ho aur short term trading se quick profit bhi kama sakte ho, lekin risk bhi utna hi hota hai.

2. Share Market कैसे काम करता है?

Jab log kisi company ke share zyada kharidte hain to Price badh jati hai, aur jab log zyada bechte hain to Price gir jati hai. Is pure system ko Demand & Supply control karta hai.

: BSE (Bombay Stock Exchange)
: NSE (National Stock Exchange)

Isiliye Share market kaise kaam karta hai ye samajhna pehle step hai successful investor banne ka.

इसे पढ़ें : Work from home 2025 : घर बैठे शुरू करें छोटा बिजनेस और पाये ₹40,000 Monthly Income

3. Stock Market Kaise Sikhe? (Beginner Friendly Guide)

Agar aap beginner ho aur soch rahe ho ki Stock Market kaise sikhe, to bilkul tension mat lo. Stock market seekhna utna mushkil nahi jitna log samajhte hain. Bas aapko sahi direction me start karna hoga. Pehle Basic terms jaise Shares, IPO, Demat Account, Trading Account, Index, Long-term, Intraday in sab ko samajhna zaroori hai. Aaj ke time me YouTube, Blogs aur NSE/BSE ke Free Courses se aap Zero knowledge se bhi stock market expert ban sakte ho. Sabse pehle small investment se start karo, emotions ko control me rakho aur long-term socho. Agar aap daily only 15–30 minutes market news aur company updates padhoge, to dheere-dheere aapka confidence aur knowledge dono badhega

: Stock Market books padho
: YouTube par free learning videos
: NSE / BSE ke official courses
: Practice with small amount
: Market news aur companies ka analysis

Pro Tip: Starting me Intraday se dur raho risk zyada hota hai!
Long-term investing se shuru karo

इसे पढ़ें : 2025 KTM Electric Cycle : कम कीमत में जबरदस्त Range & Smart Features

4. शेयर बाजार का धंधा कैसे करते हैं?

Share Market ka dhanda yaani Trading & Investing dono mindset based business hain. Yaha paisa tabhi banta hai jab aap logic + patience + planning ke sath kaam karte ho. Bina soch samajh ke share kharidna aur bechna gambling jaisa hai, jo galat hai. Dhanda samajhne ka matlab hai ki aap company ki value ko samjho, market ke trend ko follow karo, aur sahi waqt par decision lo. Har investor ya trader ek businessman ki tarah sochta hai Loss kam hone do, profit jyada hone do. Agar aap daily thoda samay market ko observe karoge aur apni strategy banao ke, to share market ek high profit business ban sakta hai

: Acchi companies choose karna
: Market timing samajhna
: News, trends aur results dekhna
: Patience rakhna

Agar aap Planning + Knowledge ke saath kaam karte ho to yaha badi earning possible hai.

इसे पढ़ें : जमीन की रजिस्ट्री को लेकर नया नियम 2025 : पुरी जानकारी आसान शब्दों में.

5. 50 रुपये में कौन सा शेयर सबसे अच्छा है?

Aksar beginners low price stock dekh kar excite ho jate hain aur soch lete hain ki ₹50 me mil raha hai to sasta hai. Lekin stock price sasta hona company ke sasta hone ka signal nahi hota. Kabhi-kabhi share cheap hota hai kyunki company loss me hoti hai. Aur kabhi undervalued hota hai jisme growth ka chance hota hai. Isliye ₹50 wale share me paisa lagane se pehle business ko samajhna zaruri hai. Low price share me risk high hoti hai, par agar right stock mil jaye to return bhi heavy milta hai

: IRFC
: Suzlon Energy
: Yes Bank
: Vodafone Idea

इसे पढ़ें : घर से काम करके महीना के ₹35000 कमाए

6. सबसे सुरक्षित शेयर कौन सा है?

Sab log ek aisa safe share dhundte hain jisme loss ka chance kam ho aur profit ka mauka zyada. Isi liye Blue Chip Stocks top priority hote hain. Yeh companies hazaaro crore ki hoti hain, market me unka brand strong hota hai aur long-term me stable return deti hain. Agar aap beginner ho to pehli preference safe aur strong companies honi chahiye. Yahi aapko confidence bhi deti hain aur portfolio ko risk se bachati hain

: Tata Group companies
: Reliance Industries
: HDFC Bank
: Infosys
: Asian Paints

Ye companies strong, stable & long-term growth wali hoti hain.

इसे पढ़ें : New Sukanya Samtiddhi Yojana 2025 : बेटी के भविष्य बनाने का मौका

7. Tata कंपनी का सबसे सस्ता शेयर कौन सा है?

Tata Group India ka sabse trusted business group hai. Log hammesha Tata ke shares kharidne me interest dikhate hain, chahe price kam ho ya zyada. But jab hum “sabse sasta Tata share” ki baat karte hain, to mindset clear hona chahiye ki sasta share lena matlab sahi value mil rahi hai ya nahi. Tata companies long-term ke liye safe hoti hain, but har Tata share invest karne layak nahi hota. Price kam ho sakta hai risk fir bhi ho sakta hai

: Tata Power
: Tata Motors DVR
: Tata Teleservices

Inme share price dusri Tata companies ke compare me kam hota hai.
Par sirf cheap price dekh kar invest mat karo

इसे पढ़ें : 10th और 12th Pass Ke liye Airport Ground Staff Recruitment 2020 : Apply Now

8. शेयर बेचने पर कितनी राशि काटी जाएगी?

Jab aap shares sell karte ho to

: Brokerage
: STT (Securities Transaction Tax)
: GST
: Exchange Charges

Ye sab aapki selling value se cut ho jata hai.
Isliye har trade me thoda extra charge hota hi hota hai.

Leave a Comment